Sapno Ki Ye Zindagi Kitni Suhani Hoti Hai
Sapno Ke Bina To Zindagi
Bemani Hoti Hai
Sapno Ka Bhi Apna Eik Alag Hi Nasha Hai
Sapno Ke Bina
Iss Zindagi Mein Kya Mazaa Hai
Par Khwaab Hamarey Jab Kabhi Adhhorey Reh
Jaatey Hain
Wo Unkahi Kuchh Baatein Hamaarey Aansoo Keh Jaatey Hain
Mere Ghar Ki Udaasi Se Ghabra Gayi Hogi
Tanhaayi Shayad Tumhare Ghar Aa Gayi Hogi
Yahan To Tumhari Yaadon Ka Shor Hai Bahut
Tumhari Sangat Shayad Usey Bha Gayi Hogi
Nikal Aaya Hoon Bahut Duur Tere Daaman Se
Jise Lehra Ke Hawa Tumko Chaunka Gayi Hogi
Kuch Lamhe Jo Saath Mein Bitaaye Thhe Kabhi
Unhi Palon Ko Yaadon Mein Dohra Gayi Hogi
Nam Hui Hongi Sharaarti Aankhein Tumhaari
Ishq Ki Gazalon Mein Dardgi Chha Gayi Hogi

No comments:
Post a Comment